|
featuring 200,000+ song lyrics and 15,000+ artists
|
|
|
Jo Vaada Kiya Woh lyricsby Mohd Rafi & Lata Mangeshkar
Jo Vaada Kiya Woh Nibhaana Padega
Roke Zamaana Chaahe Roke Khudaai Tumko Aana Padega Tarasti Nigaahon Ne Aawaz Di Hai Mohabbat Ki Aahon Ne Awaaz Di Hai Jaane Hayaa Jaane Ada Chodo Tarsaana Tumko Aana Padega Ye Maana Hamein Jaan Se Jaana Padega Par Ye Samajh Lo Tumne Jab Bhi Pukaara Humko Aana Padega... Hum Apni Wafaa Pe Na Ilzaam Lenge Tumhe Dil Diya Hai Tumhe Jaan Bhi Denge Jab Ishq Ka Sauda Kiya, Phir Kya Ghabraana Humko Aana Padega Chamakte Hain Jab Tak Yeh Chaand Aur Taare Na Tootenge Ab Keh Do Paimaan Hamaare Ek Doosra Jab De Sadaa Hoke Dewaana Humko Aana Padega |
|