You are currently viewing Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics in English Lata Mangeshkar

Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics in English Lata Mangeshkar

Table of Contents

Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics Jheel Ke Us Paar created by R. D. Burman and Anand Bakshi. Ek Bar Chehra Hata De Sharabi original song Doh Ghoont Mujhe after age 2021 Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics Instagram reel and TikTok viral video came.

Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics

Doh Ghoont Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Ho Doh Ghoot Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Baalama Re Zaalimaa
Arrey Arrey Arrey Arrey
Aag Paani Main Lagaade Zaraasi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Ho Doh Ghoot Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Gaavungi Re Naachungi Re
Tere Liye Aaj Se Main
Aaye Sharam Lekin Baalam
Mar Jaungi Laaj Se Main

Gaavungi Re Naachungi Re
Tere Liye Aaj Se Main
Aaye Sharam Lekin Baalam
Mar Jaungi Laaj Se Main

Baalama Re Zaalima
Arrey Arrey Arrey Arrey
Naach Gaaye Ghoongat
Utaade Sharabhi
Dekh Phir Hotha Hai Kya

Ho Doh Ghoot Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Kis Kaam Kaa Yeh Jaam Hai
Isme Mazaa Woh Naheen Hai
Bhar Ke Bhi Yeh Khaali Sa Hai
Isme Nashaa Woh Naheen Hai
Kis Kaam Kaa Yeh Jaam Hai
Isme Mazaa Woh Naheen Hai
Bhar Ke Bhi Yeh Khaali Sa Hai
Isme Nashaa Woh Naheen Hai

Saakiyaa Re Saakiyaa
Arrey Arrey Arrey Arrey
Pyaar Thoda Is Mein
Milaade Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya
Ho Doh Ghoot Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Is Pe Likhaa Is Mein Likhaa
Aaye Mazaa Aaj Aise
Tadpe Jiyaa Aise Mera
Bulbul Koyee Kaid Jaise
Is Pe Likhaa Is Mein Likhaa
Aaye Mazaa Aaj Aise
Tadpe Jiyaa Aise Mera
Bulbul Koyee Kaid Jaise
Thodi Ya Pe Ranziyaa
Arrey Arrey Arrey Arrey Ek Baar

Ek Baar Paharaa Hataade Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya

Doh Ghoot Mujhe Bhi
Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya
Baalama Re Zaalimaa
Arrey Arrey Arrey Arrey
Aag Paani Main Lagaade Zaraasi
Dekh Phir Hota Hai Kya
Ho Doh Ghoot Mujhe
Bhi Pila De Sharaabhi
Dekh Phir Hota Hai Kya.

Movie:Jheel Ke Us Paar (1973)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):R. D. Burman
Music DirectorR. D. Burman
DirectorBappi Sonie
Music LabelSaregama
Starring:Dharmendra, Mumtaz, Prem Chopra, Ranjeet, Yogeeta Bali, Pran
Release on:28th August, 1973
ek-bar-chehra-hata-de-sharabi-lyrics

Ek Bar Chehra Hata De Sharabi Lyrics in English Any changes, and corrections please comment, and also comment on your reading experience Thank you for reading our content “lyrics-explorer